✦.....✿.....Aourat ke Liye Chehre ka Pardah.....✿.....✦Narrated Aisha,
Ummul Mu'minin RadiyAllahu Anha:"Riders would pass us when we
accompanied the Messenger of Allah (Sallallahu Alaihi Wasalllam) while
we were in the sacred state (wearing ihram). When they came by us, one
of us would let down her outer garment from her head over her face, and
whenthey had passed on, we would uncover our faces."[Sunan Abi Dawud ::
Book 10 :: Hadith 1829, 1833]Urdu Translation: Hazrat Aisha RadiyAllahu
Anha farmati hain: "Ham Aourten Hajj mein RasoolAllah Sallallahu Alaihi
Wasallam ke sath Ihram ki halat mein thin, Jab hamare samne se Sawariyon
par sawaar Mard guzarte to ham apni Chadaren sir ke uphar se niche
latka kar Chehra chupa leti thin, phir Jab wo mard Aage badh jate to ham
Apna chehra khol leti thin."[Urdu Ref :: Sunan Abu Dawood :: Vol. 2 ::
Hadith 69]●◗► Zara Gor karen: Zamana Khaire Quroon ka hai, Tamam sahaba
Halate Ihram mein hain, Naiz HazratAisha RadiyAllahu Anha o Digar Azwaje
Mutahrat koQuran kareem ne Ummat ki mayen qarar diya hai, Aise mein kon
bad’bakht aisa ho sakta tha jo HuzoorSallallahu Alaihi Wasallam ki
Maojudgi mein Azwaje Mutahrat aur Ummat ki Maaon ko buri nigah se
dekhta???●◗► Lekin Yaad Rakhe! Aourat ko koi Acchi nigah se dekhe ya
buri nigah se, Use Allah ka hukum pura karte hue Na Mahram mardon se
apna Chehra chupana hai. —
No comments:
Post a Comment